Dosto Ajj main ap ko Wifi Ky Bary Main Btata ga Wi-fi Stand For Wireless Fidelity yeh wireless technology hai, yeh tecnology jadid Mobiles Laptop aur Computer main hoti hi. is ke madad sy app free main apni Device ko internet sy connect kar skty hain. aur jitna chahy use kar skty hain, iski aik Khas range hoti hi. jo kai meel tk ho skti hai.
U.K ky City Manchester main apko hr jaga Wifi mily ga. yahan app apny laptop, mobile yah kisi dosri device sy internet free use kar skty hain. wifi system abb dosry countries aur cities main boaht taize ky sath phel raha hai.aur main ny punjab universty lahore ky bary main bhi suna hai ky unhon nain bhi wifi system lagaya hai jo 2,3 kilometer ke range main kaam karta hai.

Written by Victorz - Anonymous Victorz
Agar ap ky pass aik broadband internet connection hai, aik router hai tu app aik wifi hot spot bna skty hain, aur loog apky net sy free connect ho skty hain. yah app un sy monthly charges bhi ly skty hain Wifi System main aik wireless router aur aik usb device milty hai, jis ke price 800 sy 1500 Rs tk hoti hai.
Ajj kl jitny bhi new laptop aur desktop computer aa rahi hain un main Wifi system pehly sy mojood hota hai.agar apky pc main yeh system phely sy mojod nahin hain tu markeet sy apko wifi device easly mil jai gee. agar app kisi wifi net range main hon just Wifi usb apny pc main lagain aur free internet use karin.
Wateen, Wi-tribe bhi Wifi ke he aik shakal hai.in future qareeb Wifi system pori dunya main use hoga, aur har bnda wifi use kary ga.wifi ka aik disadvantage yeh hai ky iss sy apka system hack hony ky chanse ziada hoon gain. magar iss ka bhi solution hai.aur wifi ko password protect kar lia jata hai...

0 comments:
Post a Comment